Aasara Mil Gaya Lyrics Shreya Kant
Aye Masiha Tera, Aasara mil gaya (2) Meri kashti ko ik, Nakhuda mil gaya.. (2) Aye Masiha Tera... Maine duniya ki, Har shay mein dhoonda Tujhe (2) Aur Tu dil mein mere, Hi basaa mil gaya. Aur Tu dil mein mere, Hi basaa mil gaya. Aye Masiha Tera... Meri raahon ko Tune, Ujaala diya (2) Khoyi manzil ka mujhko, Pataa mil gaya.. (2) Aye Masiha Tera... Khauf ab mujhko to, Maut ka bhi nahin (2) Tu mujhe humsafar, Rahnuma mil gaya (2)
मन 🎶 More Worship Songs You’ll Love