Hazaron Sal Lyrics| Yabesh Nag | Zarurat Ministries | PraiseVerses
Paapon ki shama hai tere naam mein Mile dil ko sukoon bhi tere naam mein * 2 Aasmaan mein yaa zameen mein Koi aur naam nahi * 2 Hazaron saal se hazaron saal tak Tera naam hai mahaan Naa tu badla naa badlega unchaa hai tera naam Har jaati jhukegi tere saamne Har ghutna tikega tere naam mein * 2 Aasmaan me yaa zameen mein Koi aur naam nahi * 2 Hazaron saal se hazaron saal tak Tera naam hai mahaan Naa tu badla naa badlega unchaa hai tera naam Yeshu Yeshu Yeshu Yeshu Tere jaisa koi nahi hai Tere jaisa koi nahi hai Tere jaisa koi nahi hai Tere jaisa koi nahi hai Yeshu tere jaisa koi nahi Aasmaan me yaa zameen mein Koi aur naam nahi * 2 Hazaron saal se hazaron saal tak Tera naam hai mahaan Naa tu badla naa badlega unchaa hai tera naam Unchaa hai tera naam
🎶 More Worship Songs You’ll Love