Aaj Gunahon Ke Sabab Se Lyrics
Hindi
आज गुनाहों के सबब से
दिल मेरा नाशाद है -2
माफ़ कर मेरे गुनाह
तुझसे मेरी फ़रियाद है
आज गुनाहों के सबब से
दिल मेरा नाशाद है
दोस्तों का साथ है और
है गुनाह की ज़िन्दगी -2
कैसे पास आऊँ तेरे,
अब रूह मेरी बर्बाद है? -2
माफ़ कर मेरे गुनाह
तुझसे मेरी फ़रियाद है
आज गुनाहों के सबब से
दिल मेरा नाशाद है
हो चुका हूँ हीन इतना
खुद पे अपना बस नहीं -2
शैतान की, बातों से ही
ज़िन्दगी बर्बाद है
माफ़ कर मेरे गुनाह
तुझसे मेरी फ़रियाद है
आज गुनाहों के सबब से
दिल मेरा नाशाद है
English
Aaj Gunahon Ke Sabab Se
Dil Mera Nashaad Hai -2
Maaf Kar Mere Gunah
Tujhse Meri Fariyad Hai
Aaj Gunahon Ke Sabab Se
Dil Mera Nashaad Hai
Doston Ka Sath Hai Aur
Hai Gunah Ki Zindagi -2
Kaise Paas Aaun Tere
Ab Rooh Meri Barbaad Hai -2
Maaf Kar Mere Gunah
Tujhse Meri Fariyad Hai
Aaj Gunahon Ke Sabab Se
Dil Mera Nashaad Hai
Ho Chuka Hun Heen Itna
Khud Pe Apna Bas Nahin -2
Shaitaan Ki Baaton Se Hi
Zindagi Barbaad Hai
Maaf Kar Mere Gunah
Tujhse Meri Fariyad Hai
Aaj Gunahon Ke Sabab Se
Dil Mera Nashaad Hai

