![]() |
| Aye Mere mann prabhu ki tu aaradhana kar |
Aye Mere Man Prabhu Ki Tu Aaradhana Kar Lyrics
Hindi
ऐ मेरे मन
प्रभु की तू आराधना कर
क्योंकि वो भला है -2
उपकार किए हैं तुझ पर,
जब तूने नहीं जाना
फिर भी गले लगाया,
क्योंकि यीशु भला है -2
ऐ मेरे मन...
जब जा रहा अंधकार से,
हाथ पकड़कर चलाया
ले आया उजियाले में,
क्योंकि यीशु भला है -2
ऐ मेरे मन...
विश्वासहीन था तू,
विश्वास तुझे दिलाया
अपना प्यार जताया,
क्योंकि यीशु भला है -2
ऐ मेरे मन...
English
Aye Mere Man
Prabhu Ki Tu Aaradhana Kar
Kyonki Wo Bhala Hai -2
Upkaar Kiye Hain Tujh Par
Jab Tune Nahin Jana
Fir Bhi Gale Lagaya
Kyonki Yeshu Bhala Hai -2
Aye Mere Man...
Jab Ja Raha Andhkaar Se
Hath Pakadkar Chalaya
Le Aaya Ujiyaale Me
Kyonki Yeshu Bhala Hai -2
Aye Mere Man...
Vishwasheen Tha Tu
Vishwas Tujhe Dilaya
Apna Pyar Jataya
Kyonki Yeshu Bhala Hai -2
Aye Mere Man...

