Aage Badho Mere Priyo Lyrics
Hindi
आगे बढ़ो मेरे प्रियो
क्रूस उठाते हुए -2
दुःख हो या गम, बढ़ते चलो
धीरज के साथ, सहते हुए -2
आगे बढ़ो मेरे प्रियो
क्रूस उठाते हुए
आत्मिक हथियार, धारण करके
युद्ध करो, योद्धा बनके -2
तोड़ डालोगे, यरीहो की दीवार -2
जय पाआगे, ललकार के साथ
आगे बढ़ो मेरे प्रियो
क्रूस उठाते हुए
सेवा करो, प्रभु के लिये
सामना करो, सेवा के लिये -2
तोड़ डालो तुम, शैतान के तीरों को -2
धार्मिकता की झिलम पहन के
आगे बढ़ो मेरे प्रियो,
क्रूस उठाते हुए
याद करो, उन जीवन को
यीशु के लिये, बलिदान हुए -2
पाओगे तुम, जीवन के मुकुट को -2
स्वर्ग में जो, तुम दाखिल हुए
आगे बढ़ो मेरे प्रियो
क्रूस उठाते हुए -2
English
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye -2
Dukh Ho Ya Gam, Badhte Chalo
Dheeraj Ke Sath, Sehte Huye -2
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye
Aatmik Hathiyar, Dharan Karke
Yuddh Karo, Yoddha Banke -2
Tod Daloge, Yariho Ki Diwar -2
Jai Paoge, Lalkaar Ke Sath
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye
Sewa Karo, Prabhu Ke Liye
Saamna Karo, Sewa Ke Liye -2
Tod Dalo Tum, Shaitaan Ke Teeron Ko -2
Dharmikta Ki Jhilam Pehan Ke
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye
Yaad Karo, Un Jeevno Ko
Yeshu Ke Liye, Balidaan Huye -2
Paoge Tum, Jeevan Ke Mukut Ko -2
Swarg Me Jo, Tum Dakhil Huye
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye -2
Krus Uthate Huye -2
Dukh Ho Ya Gam, Badhte Chalo
Dheeraj Ke Sath, Sehte Huye -2
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye
Aatmik Hathiyar, Dharan Karke
Yuddh Karo, Yoddha Banke -2
Tod Daloge, Yariho Ki Diwar -2
Jai Paoge, Lalkaar Ke Sath
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye
Sewa Karo, Prabhu Ke Liye
Saamna Karo, Sewa Ke Liye -2
Tod Dalo Tum, Shaitaan Ke Teeron Ko -2
Dharmikta Ki Jhilam Pehan Ke
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye
Yaad Karo, Un Jeevno Ko
Yeshu Ke Liye, Balidaan Huye -2
Paoge Tum, Jeevan Ke Mukut Ko -2
Swarg Me Jo, Tum Dakhil Huye
Aage Badho Mere Priyo
Krus Uthate Huye -2
