Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai Lyrics
Hindi
आज का दिन
यहोवा ने बनाया है
हम इस में आनंदित हों,
आनंदित हों -2
प्रभु को महिमा मिले,
चाहे हो मेरा अपमान
वह बढे़ मैं घटूँ,
रहे इसी का ध्यान -2
आज का दिन…
स्तुति प्रशंसा करें,
क्यों न कुछ होता रहें
उसको हम भाते रहें,
चाहे जहाँ भी रहे -2
आज का दिन…
आता हूँ तेरे पास,
मुझको है तुझसे आस
मुझको कबुल कर ले,
पापों से शुद्ध कर दे -2
आज का दिन…
जीवन से ज्योति जले,
जीवन ये ऐसा बने
ज्योति में चल हम सकें,
दुआ है तुझसे यही -2
आज का दिन…
English
Aaj Ka Din
Yahowa Ne Banaya Hai
Ham Isme Aanandit Hon
Aanandit Hon -2
Prabhu Ko Mahima Mile
Chahe Ho Mera Apmaan
Wo Badhe Main Ghatun
Rahe Usi Ka Dhyaan -2
Aaj Ka Din...
Stuti Prashansa Karen,
Kyon Na Kuch Hota Rahe
Usko Ham Bhate Rahen
Chahe Jaha Bhi Rahen -2
Aaj Ka Din...
Aata Hun Tere Paas,
Mujhko Hai Tujhse Aas
Mujhko Kubool Kar Le,
Paapon Se Shudh Kar De -2
Aaj Ka Din...
Jeevan Se Jyoti Jale,
Jeevan Ye Aisa Bane
Jyoti Me Chal Ham Saken
Dua Hai Tujhse Yahi -2
Aaj Ka Din...
Yahowa Ne Banaya Hai
Ham Isme Aanandit Hon
Aanandit Hon -2
Prabhu Ko Mahima Mile
Chahe Ho Mera Apmaan
Wo Badhe Main Ghatun
Rahe Usi Ka Dhyaan -2
Aaj Ka Din...
Stuti Prashansa Karen,
Kyon Na Kuch Hota Rahe
Usko Ham Bhate Rahen
Chahe Jaha Bhi Rahen -2
Aaj Ka Din...
Aata Hun Tere Paas,
Mujhko Hai Tujhse Aas
Mujhko Kubool Kar Le,
Paapon Se Shudh Kar De -2
Aaj Ka Din...
Jeevan Se Jyoti Jale,
Jeevan Ye Aisa Bane
Jyoti Me Chal Ham Saken
Dua Hai Tujhse Yahi -2
Aaj Ka Din...
