Aao Pashchatap Karo Lyrics

Akash
By -
0

Aao Pashchatap Karo Lyrics


Hindi

आओ पश्चाताप करो -4 
यीशु आने का देखो समय हुआ -2 
आओ पश्चाताप करो -2 
अपने पापों को मानकर,
यीशु का स्वीकार करो -2 
आओ पश्चाताप करो...

सबको है एक बार मरना,
फिर न्याय का होना है -2 
कभी ना कभी तो हमें,
ये दुनियां छोड़ जाना है 
सोचो ज़रा मरने के बाद,
जाओगे तुम कहाँ? -2 
आओ पश्चाताप करो...

जीवन और मृत्यु है सामने,
तुम जीवन को चुन लो -2 
यीशु के हाथों में अपने,
जीवन को थाम लो
झूठा है ये सारा संसार,
यीशु तुमसे करता है प्यार -2 
आओ पश्चाताप करो...


 

English

Aao Pashchatap Karo -4
Yeshu Aane Ka, Dekho Samay Hua -2
Aao Pashchatap Karo -2  
Apne Paapon Ko Maan Kar,
Yeshu Ka Sweekar Karo -2 
Aao Pashchatap Karo...

Sabko Hai Ek Baar Marna,
Phir Nyaay Ka Hona Hai -2 
Kabhi Na Kabhi To Hame
Ye Duniya Chhod Jaana Hai
Socho Zara Marane Ke Baad,
Jaoge Tum Kahan? -2 
Aao Pashchatap Karo...

Jeevan Aur Mrityu Hai Saamne,
Tum Jeevan Ko Chun Lo -2 
Yeshu Ke Haatho Me Apne,
Jeevan Ko Thaam Lo
Jhutha Hai Ye Sara Sansaar,
Yeshu Tumse Karta Hai Pyaar -2 
Aao Pashchatap Karo...

 

 

Post a Comment

0 Comments

Post a Comment (0)